Parul
11 महीने 1 week पहले
Honorable prime Minister ji
Namaskar
Mers aapse ek sawal Puchna tha kya hamare desh Mein Jo aawara janwar der der ghumte Hain Kya unke Vikas ke liye kuchh bhi Nahin ho sakta lakhon janwar bahanon ke niche aakar apni Jaan gawate Hain bilkul jeene Ka Hak Nahin Hai
पसंद
(3)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें