Ashish jatav
9 महीने 3 सप्ताह पहले
mananiy namaskar Modi ji main aapse vinamra nivedan karna chahta hun ki hamare Bharat desh ko swachh aur Sundar Desh ke roop mein Nirman Karen.
hamara pm Ji se bil bhara nivedan hai ki vah hamare is Bharat desh ko ek sath aur shantipurn wala desh banaen jisse ki usmein Rahane wale har ek Insan ek sukhi ka jivan vyatit kar sake aur hamare Bharat Desh mein pradushan ki Matra ko khatm kiya jaaye is pradushan ke Karan tamam bimariyan ham Jaise insanon ko kha rahi hain hamara mananiy Modi ji se nivedan hai ki ine sabhi pradushan wali gadiyon AVN factoryyon ko surakshit kiya jaaye aur ine sabhi chijon per rok lagaya jaaye taki hamara Bharat Desh se sach aur Sundar Desh ban sake aur is Desh mein kisi prakar ka koi bhi gandgi bimari Na sake hamare Bharat Desh mein har EK gali ekadam sach aur saaf honi chahie jisse hamara Desh ekadam Sundar lagega aur hamare Desh mein paudhon ki sankhya badhai jaaye Mera yahi pm ji se nivedan hai dhanyvad
Jay Bharat Jay Hindustan.
पसंद
(1)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें