Ambrish Vijapure
6 महीने 3 सप्ताह पहले
Adaraniya Pradhan Mantri ji
Aap se ea vinti hai ki 🙏
Bharat Sarakar ko Bangladesh ke sirf 2 division pe surgery karneki jarurat hai
1) Rangpur Division
2) Sylhet Division
agar ea 2 Pradesh Bharat ne anex kar Liya to Hamari North East aur Chiken Neck ki Problem Hamesha Hamesha ke liye solve ho jayega
Hamare 7 sisters me ea 2 states add hoke Total 9 sisters Banjayege aur Bharat ki Dharti se majbhuti se jude rahenge.
chitgong ki chinta chor dijiye Jis din Hame Samudri marg ki jarurat padegi tab dekha jayega (ya fir use buffer zone Bana dijiye) filal hame jameen marg ko mazbhut karna avashk hai🙏
vinanti hai aise Moke ko mat gavayiye ea samay ki mang hai prakruti apne aap hi iss ore ishara kar rahi hai bus kadam kadam badye jane ki avasykta hai🚩
vande Mataram 🙏
पसंद
(4)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें