Pramod Jain
7 साल 1 week पहले
Namaskar
, Mahoday, Meri aapse ek Veenti hai ki isbaar ka budget desh ke chote dukaandaron aur Berojgari ki samashya ko Jaad se Samapt Karne waala ho... Desh ki aadhi abaadi kisi na kisi byavshay se Judi hai... aur aaj northeast ke Meghalaya ke byavshay ki halaat bahut hi kharab hai... k hash karke chote aur majhle byaapariyon ki halaat.
aapse anurodh hai ki Koi sakht kadam issmudde par isbaar ke budget me uthaya jaaye
Dhanyabaad
Jai Hind
पसंद
(1)
नापसन्द
(0)
जवाब दो
स्पैम की रिपोर्ट करें
